-
Sozish aur sujan mein kami (سوجن اور سوزش میں کمی):
Sabit haldi mein
curcumin
hota hai jo anti-inflammatory hota hai. Yeh jism ki sujan aur dard ko kam karta hai.
-
Immunity barhata hai (مدافعتی نظام کو مضبوط بناتا ہے):
Yeh infection se bachata hai aur body ke immune system ko strong banata hai.
-
Zakhm bharne mein madadgar (زخم بھرنے میں مددگار):
Sabit haldi ko pees kar zakhm par lagane se dard aur infection kam hoti hai aur zakhm jaldi bhar jaata hai.
-
Jild ke masail ke liye faidemand (جلد کے مسائل کے لیے مفید):
Haldi ko ubal kar uska paani pya jaaye ya paste lagaya jaaye to daane, pigmentation aur acne mein behtari aati hai.
-
Jigar aur pait ke liye acha (جگر اور پیٹ کے لیے اچھا):
Sabit haldi ka powder jigar ki safai karta hai aur hazma behtar banata hai. Yeh garmi aur gas ke liye bhi mufeed hai.
Badshah Products
Sabit Haldi Dried Turmeric
Rs.150.00
Choose the pack that suits you
Sasta or acha. Everyday value.
Full product details